Kya kar rahe ho beta

Kya kar rahe ho beta

No comments :
Ek School pe ek ladka bahut der se ghar ke bahar khada school ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh ek Pion aaya aur kaha:

Pion: Kya kar rahe ho beta?

Ladka: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hu.

Pion (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, or school ki sob students chuti ho gaya samajh kar bahar a gaya tab pion ne kaha,ab kya hai?

Ladka: Ab bhago!

No comments :

Post a Comment