TheFunnyJokes.in | Funny Picture, Jokes, NonVeg Jokes, Funny Videos, GIF Picture: Papu Jokes

Pappu train me susu karne gaya…

No comments :
Pappu train me susu karne gaya…
.
.
.
.
Wife- Aap ki pent gili kese huwi….??
.
.
.
.
.
Pappu- Wha pe likha tha ki… ” Sharir ka koi bhi ang bahar na
nikale”:-P:-P:-D

Teacher: 10 me se 10 gaye kitne bache? funny jokes

No comments :
Teacher: 10 me se 10 gaye kitne bache?
Pappu: Pata nahi
Teacher: Abe Gadhe, agar tumhare paas 10 bhature hai.
Saare mene le liye to tumhare paas kya bacha?
Pappu: Chhole…

Teacher papu Ek Story Sunao With moral

No comments :
Teacher-papu Ek Story Sunao With moral
Papu-maine Usko Phone Kiya Wo So Rahi Thi.
Phir Usne Mujhe Phone Kiya Main So Raha Tha.
Moral- Jaisi Karni Waisi Bharni.

Madam Ab Kya Jawab Deti

No comments :
Jaisa Ki Aap Sab Jante Hai Ki Pappu Hai To Maha-Shaitan, Hamesha Ulta Sidha Sochta Rahta Hai

Ek Din Usne Class Mein Aayi Ek Pataka Madam Se Sawal Puchha
Pappu: “Madam Ji, Jaise India Ko Ind Aur Pakistan Ko Pak Kahte Hai, To Brazil Ko Kya Kahenge?”
.
.
Bechari Madam Ab Kya Jawab Deti

Tharki Papu

No comments :
Ek Baar Pappu Apne Cousin Ko Milne College Gaya
Vaha Pe Ek Se Bhadkar Ek Sunder Ladkiya Thhi
Achahnak Pappu Ne Ek Ladki Ki Jeans Ki Back Side Pe Jahaz (Plane) Bana Dekha
Kafi Der Tak Vo Us Ladki Ko Dekhta Raha. Ladki Ne Ye Dekha Aur Pappu Ka Majak Udane Ke Liye Boli.
Ladki: “Arey, Kya Pahle Kabhi Jahaaz Nahi Dekha?”
Pappu: “Ji Jahaz To Mene Bahut Dekhe Hai, Par Esa Shandar Airport Pahle Kabhi Nahi Dekha“

Pappu ne gali k kone

No comments :
Pappu ne gali k kone me kachra
fenk diya..
.
Thodi der baad ghoom phir kar
gali mein aaya,
To Mohalle wale aapas mein lad
rahe the k kachra kis ne fenka.. ??
.
.
.
ek aadmi ne ghusse se kaha:"
feka hoga kisi kutte k bachche
ne.."
.
.
.
pappu side mein ja kar khoob
hansa aur bola:
"Kachra maine feka aur naam
kutte k bachche ka la

Pappu Or uske 2 dosto ne daru pee

No comments :
Pappu Or uske 2 dosto ne
daru pee k taxi
roki..
Taxi driver ne gadi start ki
aur fir
wahi par band kar di Aur bola -: Lo saab
pahuch
gaye ...:P
Pehle dost ne use paise de
diye
2nd bola thank u, bada
jaldi pahucha diya ..
Pappu ne taxi driver k ek
thappad laga
diya
Driver dar gaya socha, ye
samaj gaya h shayad ..
.
Pappu bola -:
saale aaram se chalaya kar,
marwa deta

Exam ke time…

No comments :
Madam Pappu se:- Tum itne pareshan kyu
ho?
.
.
Pappu ne koi jawab nahi diya
.
Madam:- Kya hua? kya tum apna Pen bhool
aye ho?
.
.
Pappu fir chup raha
.
.
Madam ne fir puchha:- kya hua Roll No. bhul
gaye ho?
.
.
Pappu is bar bhi chup
.
.
Madam:- Kya hua? Kuch to batao kya bhul
gye ?
.
.
.
Pappu:- Abe! Chup kar meri ma!
Yaha mein Parchi galat le aya hu, or tujhe
Pen-pencil, Roll num ki padi hai,
.
Thoko lyk pappu k liye

Pappu rock Baap shock...

No comments :

Pappu cigarette pee raha tha ke us ka baap aa
gaya,,
.
Pappu ne cigarette shirt ki jeb mein chupa li,,
.
.
.
Baap: tum cigarette pee rahy the??
.
.
.
Pappu: nahi to,,
.
.
Baap: To phir tumhari shirt se yeh dhuwan kyun
nikal raha hai?
.
.
.
.
.
.
Pappu: Aap ne baat hi dil jalane wali ki hai !